Raah Bani Khud Manzil Lyrics

"Raah Bani Khud Manzil" lyrics from Kohraa sung by hemanta kumar mukhopadhyay and music directed by hemanta kumar mukhopadhyay and composed by hemanta kumar mukhopadhyay and lyrics written by kaifi azmi

Lyricist(s):
Music Director(s):

Raah Bani Khud Manzil Lyrics


Raah bani khud manzil
Pichhe rah gayi mushkil
Saath jo aaye tum
Raah bani khud manzil
Pichhe rah gayi mushkil
Saath jo aaye tum
Raah bani khud manzil

Dekho phool banake
Sari dharati khil padi
Dekho phool banake
Sari dharati khil padi
Gujare aaraju ke raasto se
Jis ghadi jism churaye tum

Raah bani khud manzil
Pichhe rah gayi mushkil
Saath jo aaye tum
Raah bani khud manzil

Jharna kah raha hain
Mere dil ki dastan
Jharna kah raha hain
Mere dil ki dastan
Meri pyas lekar chha
Rahi hain mastiya
Jiname nahaye tum

Raah bani khud manzil
Pichhe rah gayi mushkil
Saath jo aaye tum
Raah bani khud manzil

Panchhi udd gaye sab
Gake nagma pyar ka
Lekin dil ne aisa jal fenka
Pyar ka panchhi udd gaye sab
Gake nagma pyar ka
Lekin dil ne aisa jal fenka
Pyar ka udane na paye tum

Raah bani khud manzil
Pichhe rah gayi mushkil
Saath jo aaye tum
Raah bani khud manzil.

More songs lyrics from Kohraa.