Qarar (Title) Lyrics

"Qarar (Title)" lyrics from Qarar sung by ali haider

Singer(s):

Qarar (Title) Lyrics


Qarar dil ka qarar tumhi to ho
Tum se yeh kehna tha
Haan tum se kehna tha
Qarar dil ka qarar tumhi to ho
Tum se yeh kehna tha
Haan tum se kehna tha

Dekhoon tumhe apni ankhon se
Sapnon mein neendon
Khiyaalon mein
Dekhoon tumhe apni ankhon se
Sapnon mein neendon
Khiyaalon mein
Tum mujh ko apna bana lena
Dharkan se dhadkan mila lena
Deewar koi deewar jo
Samne aayi gira doon gaa
Haan main gira doonga
Qarar dil ka qarar tumhi to ho to
Tum se yeh kehna tha
Haan tum se kehna tha

Karta rahoon pyaar ki baatein
Saawan ki jese ho barsatain
Karta rahoon pyaar ki baatein
Saawan ki jese ho barsatain
Jaadu yeh tumne kiya kese
Mujh ko hi mujh se juda karke
Haan pyaar jab bhee chaho paas
Pyaar se mujh ko bula lena
Haan tum bula lena
Qarar dil ka qarar tumhi to ho
Tum se yeh kehna tha
Haan tum se kehna tha
Qarar dil ka qarar tumhi to ho
Tum se yeh kehna tha
Haan tum se kehna tha
Qarar tumhi ho qarar
Qarar tumhi ho qarar
Qarar tumhi ho qarar
Qarar tumhi ho qarar.

More songs lyrics from Qarar.