Qaid-e-Azam Lyrics

"Qaid-e-Azam" lyrics from Qismat Apnay Haath Mein sung by shehzad roy

Singer(s):

Qaid-e-Azam Lyrics


Nana ji kehte hain mein buhat sharatein karta hoon
To kya sharti bacchhe
Bada ho ke kuch nahi kar sakte
Kya mein peeche reh jaaon ga
Nahi nahi nahi aisa bilkul bhi nahi hai

Quaid-e-azam jab chhote the
Wo bhi nani se shararat karte honge
Lakin kehte honge
Mein ek din kuch banoonga
Nana jee aap bhi yaad kareinge
Lalalalala…lalalalala…lalalalala

Larna girna rona dhona
Hota tha sabhi
Bade huay par yeh baatein, hue na bari
Lalalalala…lalalalala…lalalalala

Woh jo bade hue, hue duniya badi
Hamein mili zameen, aasman aa

Quaid-e-azam jab chhote the
Wo bhi nani se zid kar k qise sunte
Aur yeh kehte, mein aik din kuch banoonga
Nana jee aap bhi
Yaad kareinge yaad kareinge

Pyari pyari aankhein unki aisi to thi
Seedhi sadhi baatein tere jaisi to thi
Lalalalala…lalalalala…lalalalala

Unke liye tha jo tere liye bhi hai ai
Quaid-e-azam jab chhote the
Wo bhi nani se shararat karte honge
Lakin kehte honge
Mein ek din kuch banoonga
Nana jee aap bhi yaad kareinge
Lalalalala…lalalalala…lalalalala.

More songs lyrics from Qismat Apnay Haath Mein.