Pyar Naghma Hai Pyar Sargam Hai Lyrics

"Pyar Naghma Hai Pyar Sargam Hai" lyrics from Zameen Aasmaan sung by asha bhosle, rahul dev burman and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by anjaan

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Pyar Naghma Hai Pyar Sargam Hai Lyrics


Pyar nagma hain
Pyar sargham hain
Pyar nagma hain
Pyar sargham hain
Ye tarana sadiyo purana hain
Phir bhi lage naya
Pyar nagma hain
Pyar sargham hain
Pyar nagma hain
Pyar sargham hain
Ye tarana sadiyo purana hain
Phir bhi lage naya
Pyar nagma hain
Pyar sargham hain

Jab dil hue jawa aankhe mili jaha
Aankho hi aankho mein
Chalta koi nasha
Ho jab dil hue jawa aankhe mili jaha
Aankho hi aankho mein
Chalta koi nasha
Pyar sathi hai pyarsagar hai
Jisne hain piya usko hain pata
Isme nasha hai kya
Pyar nagma hain pyar sargham hain

Duniya lage haseen
Pyara lage shama
Baho me jhume jo sathi koi yaha
Ho duniya lage haseen
Pyara lage shama
Baho me jhume jo sathi koi yaha
Pyar jannat hain pyar rahat hain
Jisko hai mila usko hai pata
Isme hai kya maja
Pyar nagma hain pyar sargham hain

Pyar acha hain pyar pyara hain
Arepyar acha hain pyar pyara hain
Jisne na kiya usko kya pata
Hota hain pyar ka
Are pyar acha hai are pyar pyara hai
Aahe koi bhare koi jiye mare
Logo pe hota hai iska asar kaha

Are kab tak uthaye gham
Kya kya sahe sitam
Deewane dil ki nahi koi kimat yaha
Are pyar acha hain pyar pyara hain
Ha ha pyar acha hain pyar pyara hain
Jisne na kiya usko kya pata
Hota hai pyar ka
Are pyar acha hain are pyar pyara hain
Pyar acha hain.
Pyar nagma hain pyar sargham hain
Pyar nagma hain pyar sargham hain
Ye tarana sadiyo purana hain
Phir bhi lage naya
Pyar nagma hain pyar sargham hain
Pyar nagma hain pyar sargham hain
Ye tarana sadiyo purana hain
Phir bhi lage naya
Pyar nagma hain pyar sargham hain

Jab dil hue jawa aankhe mili jaha
Aankho hi aankho mein chalta koi nasha
Ho jab dil hue jawa aankhe mili jaha
Aankho hi aankho mein chalta koi nasha
Pyar sathi hai pyarsagar hai
Jisne hain piya usko hain pata
Isme nasha hai kya
Pyar nagma hain pyar sargham hain

Duniya lage haseen
Pyara lage shama
Baho me jhume jo sathi koi yaha
Ho duniya lage haseen
Pyara lage shama
Baho me jhume jo sathi koi yaha
Pyar jannat hain pyar rahat hain
Jisko hai mila usko hai pata
Isme hai kya maja
Pyar nagma hain
Pyar sargham hain

Pyar acha hain pyar pyara hain
Arepyar acha hain pyar pyara hain
Jisne na kiya usko kya pata
Hota hain pyar ka
Are pyar acha hai are pyar pyara hai
Aahe koi bhare koi jiye mare
Logo pe hota hai iska asar kaha

Are kab tak uthaye gham
Kya kya sahe sitam
Deewane dil ki nahi koi kimat yaha
Are pyar acha hain pyar pyara hain
Ha ha pyar acha hain pyar pyara hain
Jisne na kiya usko kya pata
Hota hai pyar ka
Are pyar acha hain are
Pyar pyara hain
Pyar acha hain.

More songs lyrics from Zameen Aasmaan.