Pyar Kiya Nahi Jaata Lyrics

"Pyar Kiya Nahi Jaata" lyrics from Pyaar Kiya Nahin Jaata.. sung by anuradha paudwal, pandit ajay pohakar, sonu nigam, vivienne pocha and music directed by milind sagar and composed by milind sagar and lyrics written by shyam anuragi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Pyar Kiya Nahi Jaata Lyrics


Aa ga re ni sa re ni sa re ni sa
Ga re ni sa re ni sa ga re pa sa
Ga re ni sa re ni sa ga re pa sa
Ma ma ma pa pa ni
Pa ga ma re sa aa

Pyare se rang bharta hai
Koyi jaadu sa yeh karta hai
Har dil me yeh rehta hai
Pyare se rang bharta hai
Koyi jaadu sa yeh karta hai
Har dil me yeh rehta hai
Kabhi naa kabhi kahi naa
Kahi kisi naa kisi se
Har dil ko hai ho jata
Pyaar kiya nahi jata
Pyaar kiya nahi jata
Pyaar kiya nahi jata
Pyaar kiya nahi jaata

Aankho hi aankho me
Baato hi bato me
Dil jab kho jaye
Bechaini badh jaye
Kuchh kaha na jaye
Hota jaye hai dil
Deewana deewana
Dhak dhak karta hai
Dil hardam aahe bharta hai
Kaise kya kahu
Darr sa lagta hai
Madhoshi kaa aalam
Dil pe chhaya rehta hai
Jane dil kahan duba rehta hai
Kaise jataye kaise
Jataye dilo ki jajbaat
Pyari se rang bharta hai
Koyi jaadu sa yeh karta
Hai har dil me yeh rehta hai
Kabhi naa kabhi kahi
Naa kahi kisi naa kisi se
Har dil ko hai ho jata
Pyaar kiya nahi jaata
Pyaar kiya nahi jaata

Mithi si ek chubhan
Jaagi si ek agar
Saanso ko chhoo jaye
Tanhaayi chha jaaye
Jaane kya ho jaaye
Chori chori koyi dil
Churaaye churaaye
Chaahat badhati jaaye
Badhta jaaye intejar
Milane ke liye dil ho bekarar
Mano ya naa mano
Aisa hota hai yeh pyaar
Thodi bekaraari
Thoda deta hai karar
Jano naa jano jano naa
Jano yeh kaise hai ehsaas
Pyari se rang bharta hai
Koyi jaadu sa yeh karta hai
Har dil me yeh rehta hai
Kabhi naa kabhi kahi naa
Kahi kisi naa kisi se
Har dil ko hai ho jata
Pyaar kiya nahi jaata
Pyaar kiya nahi jaata
Pyaar kiya nahi jaata
Pyaar kiya nahi jaata
Pyaar kiya nahi jaata.

More songs lyrics from Pyaar Kiya Nahin Jaata...