Pyar Ki Baaten Hamko Na Samjhao Lyrics

"Pyar Ki Baaten Hamko Na Samjhao" lyrics from Baazi sung by asha bhosle and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by shakeel badayuni

Singer(s):
Lyricist(s):

Pyar Ki Baaten Hamko Na Samjhao Lyrics


Pyar ki ye bate
Hamko na samjhao
Pyar ki ye bate
Hamko na samjhao
Kaisa hota hai pyar
Ham nahi jante
Kaisa hota hai pyar
Ham nahi jante
Or koi dil ka
Afsana sunao
Or koi dil ka
Afsana sunao
Ye fasana sarkar
Hum nahi jante
Kaisa hota hai pyar
Hum nahi jante

Aap hamse na
Yu dillagi kijiye
Aayine me jara
Apna muh dekhiye
Aap hamse na
Yu dillagi kijiye
Aayine me jara
Apna muh dekhiye
Kon yaha kiska
Hua hai diwana
Kon yaha kiska
Hua hai diwana
Hai ye bate bekar
Ham nahi jante
Kaisa hota hai pyar
Hum nahi jante

Bekarari badhane
Se kya fayda
Hamko yu aazmane
Se kya fayda
Bekarari badhane
Se kya fayda
Hamko yu aazmane
Se kya fayda
Jag ke rato ki
Ninde na udao
Jag ke rato ki
Ninde na udao
Dil ke kisse sarkar
Hum nahi jante
Kaisa hota hai pyar
Hum nahi jante
Pyar ki ye bate
Hamko na samjhao
Pyar ki ye bate
Hamko na samjhao
Kaisa hota hai pyar
Ham nahi jante
Kaisa hota hai pyar
Ham nahi jante.

More songs lyrics from Baazi.