Pyar Ke Baad Lyrics

"Pyar Ke Baad" lyrics from Sadaa sung by chandan dass and music directed by jaidev kumar and composed by jaidev kumar and lyrics written by qateel shifai

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Pyar Ke Baad Lyrics

Pyar ke baad ladakpan joban ban jaata hain

Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain

Aam se jis ladke ko dil de baithi gori
Aam se jis ladke ko dil de baithi gori
Aam se jis ladke ko dil de baithi gori
Sab ki nazaron mein wo saajan ban jaata hain
Sab ki nazaron mein wo saajan ban jaata hain
Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain
Pyar ke baad ladakpan joban ban jaata hain
Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain

Yaad kisi ki chaa jaati hain jab naino mein

Koi bhi mausam ho saawan ban jaata hain
Koi bhi mausam ho saawan ban jaata hain
Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain
Pyar ke baad ladakpan joban ban jaata hain
Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain

Khud garji ka khel katil wo khel hain jis mein

Achha khaasa dost bhi dushman ban jaata hain
Achha khaasa dost bhi dushman ban jaata hain
Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain
Pyar ke baad ladakpan joban ban jaata hain
Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain
Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain
Sona aag mein tap kar kundan ban jaata hain.

More songs lyrics from Sadaa.