Pyar Kar Lyrics

"Pyar Kar" lyrics from Do Premee sung by asha bhosle, mohammed rafi and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Pyar Kar Lyrics


Rama rama rama rama rama rama
Rama rama rama rama rama rama
Kya karega jindagi kya karega jindagi
Apne dil ko mar kar tu kisi se pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar

Kya karega jindagi
Apne dil ko mar kar tu kisi se pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar

Pahle pyar ko samjh le
Pahle pyar ko samjh le
Is hawas ko mar kar
Fir kisi se pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Kya karega jindagi kya karega jindagi

Hal mast ho gaya chal mast ho gayi
Hal mast ho gaya chal mast ho gayi
Ho gaya dhua dhua
Sari dunia kho gayi
Ho gaya dhua dhua
Sari dunia kho gayi
Dunia to wahi pe hai tu kahi pe kho gayi
Tujhko nind aayi hai rat nahi ho gayi
Tujhko nind aayi hai rat nahi ho gayi
Rat nahi ho gayi
Rat nahi ho gayi
Dekh to kisi ghani
Dekh to kisi ghani
Rup ko sawar kar tu kisi se pyar ka
Pyar kar pyar kar pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Kya karega jindagi kya karega jindagi

Tujhko ye khabar nahi chiz kya sabab hai
Tujhko ye khabar nahi chiz kya sabab hai
Kya tere jahan me iska kuch jawab hai
Tujhko ye khabar nahi chiz kya sabab hai
Chehra to nahi hai ye chehre ki nakab hai
Chehra to nahi hai ye chehre ki nakab hai
Chehre ki nakab hai
Chehre ki nakab hai
Dekh to nakab ye
Dekh to nakab ye
Chehre se utar kar phir kisi se pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Rama rama rama rama rama rama
Rama rama rama rama rama rama.

More songs lyrics from Do Premee.