Pyar Ka Samay Kam Hai Jahan Lyrics

"Pyar Ka Samay Kam Hai Jahan" lyrics from Raampur Ka Lakshman sung by kishore kumar, lata mangeshkar, mohammed rafi and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by majrooh sultanpuri

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Pyar Ka Samay Kam Hai Jahan Lyrics


Are pyar ka samay kam hai jahaa
Ladate hai log kaise wahaa
Kyon mere yaar maine bhi aaj
Kya baat khi de taali
Pyar ka samay kam hai jahaa
Ladate hai log kaise wahaa
Kyon mere yaar maine bhi aaj
Kya baat khi de taali

Jo bhi kare pyaar main uska yaar
Galat mujhe na samajhana
Main toh yaha aaya hu milan ke liye
Main subha shaam sabka ghulaam
Itna magar yaad rakhana
Bura hu main bas dushman ke liye
Ulfat ke jo pyaase ho tum
Chahat kahu main bhi sawaali
Pyar ka samay kam hai jahaa
Ladate hai log kaise wahaa
Kyon mere yaar maine bhi aaj
Kya baat khi de taali

Abhi yeh samaa hai meharbaan
Jhoom ke jee le deewane
Kaisi haar mastaani raat hain
Zindagi ka lele mazaa
Phir kya ho kaun jaane
Bhai mere kuchh na tere haath hain
Do chaar pal lehra ke chal
Aye zindagi kab rukane wali
Pyar ka samay kam hai jahaa
Ladate hai log kaise wahaa
Kyon mere yaar maine bhi aaj
Kya baat khi de taali

Khel haseen aadat meri
Shukra hai na main na jaanu
Maine yahi ab tak jaana nahi
Tum bhi mere, tum bhi mere
Sabko apnaa hi maanu
Par yeh dil sabka deewana nahi
Aur jispe hai deewana dil
Uski adaa sabse nirali
Pyar ka samay kam hai jahaa
Ladate hai log kaise wahaa
Kyon mere yaar maine bhi aaj
Kya baat khi de taali
Pyar ka samay kam hai jahaa
Ladate hai log kaise wahaa
Kyon mere yaar maine bhi aaj
Kya baat khi de taali.

More songs lyrics from Raampur Ka Lakshman.