Pyar Ka Naghma Hoon Main To Lyrics

"Pyar Ka Naghma Hoon Main To" lyrics from Aashiyan sung by anuradha paudwal, pankaj udhas and music directed by lalit sen, parvez akhtar and composed by lalit sen, parvez akhtar and lyrics written by rahat indori

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Pyar Ka Naghma Hoon Main To Lyrics


Pyar ka naghma hoon main
To dhadkano ka saaj hoon
Pyar ka naghma hoon main
To dhadkano ka saaj hoon
Ghor suniye mujhe main
Ghor suniye mujhe main
Aapki aawaz hoon

Hain kahan mera thikana
Aap ke dil ke shiva
Hain kahan mera thikana
Aap ke dil ke shiva
Aap bhi ye jaante hain
Aap bhi ye jaante hain
Aap ka mein raaz hoon
Pyar ka naghma hoon main
To dhadkano ka saaj hoon

Kar diya ghustakh mujhko
Sokhiyo ne aapki
Kar diya ghustakh mujhko
Sokhiyo ne aapki
Aap ki hi main adda hoon
Aap ki hi main adda hoon
Aap ka andaaz hoon
Pyar ka naghma hoon main
To dhadkano ka saaj hoon

Hum bhi koi chhod jaayenge
Nishani pyaar ki
Hum bhi koi chhod jaayenge
Nishani pyaar ki
Tu mera saahe jahan hain
Tu mera saahe jahan hain
Main teri mumtaaz hoon
Pyar ka naghma hoon main
To dhadkano ka saaj hoon
Ghor suniye mujhe main
Aapki aawaz hoon
Pyar ka naghma hoon main
To dhadkano ka saaj hoon.

More songs lyrics from Aashiyan.