Pyar Ka Jazba Naya Rang Lyrics

"Pyar Ka Jazba Naya Rang" lyrics from Pyar Ka Jazba sung by ahmed hussain, mohammed hussain and music directed by ahmed hussain, mohammed hussain and composed by ahmed hussain, mohammed hussain

Music Director(s):

Pyar Ka Jazba Naya Rang Lyrics


Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai
Ajnabi chehre ko mehboob bana leta hai
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai
Ajnabi chehre ko mehboob bana leta hai
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai

Mausame ghul
Mausame ghul hi nahin phoolo ka tohfa aye dost
Mausame ghul hi nahin phoolo ka tohfa aye dost
Mausame ghul hi nahin phoolo ka tohfa aye dost
Mausame ghul kabhi kaante bhi bichha deta hai
Mausame ghul kabhi kaante bhi bichha deta hai
Ajnabi chehre ko mehboob bana leta hai
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai

Apne chehre
Apne chehre ke kise daag nazar aate hai
Apne chehre ke kise daag nazar aate hai
Waqt har shakhs ko aaina dikha deta hai
Waqt har shakhs ko aaina dikha deta hai
Ajnabi chehre ko mehboob bana leta hai
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai

Shab ki tanhaai
Shab ki tanhaai ke sangaath mein aksar koi
Shab ki tanhaai ke sangaath mein aksar koi
Dil ki dhadkan pe tera geet suna deta hai
Dil ki dhadkan pe tera geet suna deta hai
Ajnabi chehre ko mehboob bana leta hai
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai
Ajnabi chehre ko mehboob bana leta hai
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai.

More songs lyrics from Pyar Ka Jazba.