Pyaar Ki Peer Suhaani Suhaani Lyrics

"Pyaar Ki Peer Suhaani Suhaani" lyrics from Bilwamangal sung by suraiya jamaal sheikh (suraiya) and music directed by bulo c. rani and composed by bulo c. rani and lyrics written by deena nath madhok (d. n. madhok)

Music Director(s):
Composer(s):

Pyaar Ki Peer Suhaani Suhaani Lyrics


Bachpan bita aayi jawaani
Sar se gathariyaa le ke
Gathhri kholi wo muskaayi
Dard anokhe de ke

Pyaar ki pir suhaani
Suhaani sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani
Pyaar ki pir suhaani
Suhaani sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani

Mitha mitha dard suhaaye
Dard bina mohe
Chain na aaye chain na aaye
Mitha mitha dard suhaaye
Dard bina mohe chain na aaye
Chain na aaye aur zara sa de de
O dene waale teri meharbaani re
Sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani

Pyaar mein tan man
Phunk phunk jaaye
Pyaar mein tan man
Phunk phunk jaaye
Jyun jyun ho ho
Jyun jyun jaloon mazaa aaye
Saanch kaho ji kisne sikhayi
Saanch kaho ji kisne sikhayi
Aisi aag lagaani sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani
Pyaar ki pir suhaani suhaani
Sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani.

More songs lyrics from Bilwamangal.