Prem Hai Radha Lyrics

"Prem Hai Radha" lyrics from Qila sung by sadhana sargam and music directed by anand raj anand, hridaynath mangeshkar and composed by anand raj anand and lyrics written by dev kohli

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Prem Hai Radha Lyrics


Prem hai radha prem hai meera
Prem hai radha prem hai meera
Prem ram ki sita
In naino mein padh le koi
In naino mein padh le koi
Mere prem ki geeta
Prem hai radha prem hai meera

Thumak thumak ek nar naweli
Tan sundar hai sugandh chameli
Prem agan liye man me akeli
Chali bujhne prem paheli
Aaj talak koi samjh na paya
Kya hai prem ki bhasha
Aaj talak koi samjh na paya
Kya hai prem ki bhasha
Ek jagah dekhi hai maine
Aasha or nirasha
Beet gayi hai sadiya kitni
Beet gayi hai sadiya kitni
Prem ka pal na beeta
Prem hai radha prem hai meera
Prem hai radha prem hai meera

Madhur madhur natkhat yowan hai
Marig nayni kaya kanchan hai
Phulkit chit chanchal chitwan hai
Ati vyakul mann ki dhadkan hai
Gunj rahi mere kano mein
Isne prem ki bansi
Gunj rahi mere kano mein
Isne prem ki bansi

Rah rah ke chanchal hota hai
Mere man ka panchi
Jeet liya usne jag sara
Jeet liya usne jag sara
Jisne man ko jeeta
In nayno mein padh le koi
In nayno mein padh le koi
Mere prem ki geeta
Prem hai radha prem hai meera.

More songs lyrics from Qila.