Prabhu Na Bisariyo Lyrics

"Prabhu Na Bisariyo" lyrics from Raja Harishchandra sung by lata mangeshkar, mohammed rafi and music directed by bhagatram batish, husnlal batish and composed by bhagatram batish, husnlal batish and lyrics written by gulshan jalalabadi, qamar jalalabadi, ramesh gupta

Music Director(s):

Prabhu Na Bisariyo Lyrics


Prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Dukh sukh hai sab uski maya
Dukh sukh hai sab uski maya
Ho prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Prabhu na bisariyo ji
Dukh sukh hai sab uski maya
Dukh sukh hai sab uski maya

Jal mein ship ship mein moti
Jal mein ship ship mein moti
Ratan amol banaya
Ho ratan amol banaya
Nayi nayi nit ghadi ghadiya
Nayi nayi nit ghadi ghadiya
Rang rangili kaya
Ho rang rangili kaya
Bade bade yogi muniyo
Ne par na uska paya
Prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Dukh sukh hai sab uski maya
Dukh sukh hai sab uski maya
Ho prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Prabhu na bisariyo ji
Dukh sukh hai sab uski maya
Dukh sukh hai sab uski maya

Dharti aur aakash banaya
Dharti aur aakash banaya
Suraj chand sitare
Ho suraj chand sitare
Manav ke sukh kaz banaye
Manav ke sukh kaz banaye
Usne vaibhav sare
Ho usne vaibhav sare
Kadam kadam par rang badalte
Kahi dhup kahi chhaya
Prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Dukh sukh hai sab uski maya
Dukh sukh hai sab uski maya
Ho prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Prabhu na bisariyo ji
Dukh sukh hai sab uski maya
Dukh sukh hai sab uski maya

Jal ka rup bdal badal kar
Jal ka rup bdal badal kar
Gagan bich pahuchaya
Ho gagan bich pahuchaya
Ujado ke man upvan mein
Ujado ke man upvan mein
Garaj garaj barsaya
Ho garaj garaj barsaya
Jaisi jiski karni
Usne waisa hi phal paya
Ho prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Dukh sukh hai sab uski maya
Dukh sukh hai sab uski maya
Ho prabhu na bisariyo ji
Hari na bisariyo ji
Prabhu na bisariyo ji
Dukh sukh hai sab uski maya
Dukh sukh hai sab uski maya.

More songs lyrics from Raja Harishchandra.