Piya Piya Piya Tu Bol Re Lyrics

"Piya Piya Piya Tu Bol Re" lyrics from Pawan Putra Hanuman sung by asha bhosle and music directed by chitragupta shrivastava and composed by chitragupta shrivastava and lyrics written by gopal singh nepali

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Piya Piya Piya Tu Bol Re Lyrics


Piya piya piya tu bol re papiha
Piya piya piya tu bol re papiha
Main to piya ke naam ki deewani
Mai to piya ke naam ki deewani
Piya piya
Main to piya ke naam ki deewani
Main to piya ke naam ki deewani

Tan mann lagake unko mein poojti hu
Dil mein basake
Unki hi dhun mein tan mann laga ke
Unki hi dhun mein tan mann laga ke
Preet ki reet maine jaani ho
Main to piya ke naam ki deewani
Piya piya piya tu bol re papiha
Main to piya ke naam ki deewani
Ho main to piya ke naam ki deewani

Mahalo ke badle kutiya ka angana
Gahno ke badle mein phoolo ki mala
Mahalo ke badle kutiya ka angana
Gahno ke badle mein phoolo ki mala
Phoolo ke rang ho utm
Duniya hai meri suhani
Ho main to piya ke naam ki deewani
Piya piya piya tu bol re papiha
Main to piya ke naam ki deewani.

More songs lyrics from Pawan Putra Hanuman.