Piya Nahin Jab (Title) Lyrics

"Piya Nahin Jab (Title)" lyrics from Piya Nahin Jab Gaon Mein sung by chandan dass and music directed by chandan dass and composed by chandan dass

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Piya Nahin Jab (Title) Lyrics


Baadal barsa gali gali hain
Jhulo ke tyuhaar
Bin saajan main kise sunau
Paayal ki chhankaar
Main kyaa jaanu
Kisne ismein baandha hai taabiz
Aate jaate chhede mujhko
Budha haar shingaal

Piya nahin jab gaaon mein
Piya nahin jab gaaon mein
Aag lage sab gaaon mein
Piya nahin jab gaaon mein
Aag lage sab gaaon mein
Piya nahin jab gaaon mein
Aag lage sab gaaon mein

Kitani meethi thi emali
Kitani meethi thi emali
Kitani meethi thi emali
Kitani meethi thi emali oo
Saajan the jab gaaon mein
Saajan the jab gaaon mein
Aag lage sab gaaon mein
Piya nahin jab gaaon mein
Aag lage sab gaaon mein
Piya nahin jab gaaon mein
Aag lage sab gaaon mein

Unke jaane ki taarikh
Unke jaane ki taarikh
Unke jaane ki taarikh
Unke jaane ki taarikh oo
Dangal thaa jab gaaon mein
Dangal thaa jab gaaon mein
Aag lage sab gaaon mein
Piya nahin jab gaaon mein
Aag lage sab gaaon mein
Piya nahin jab gaaon mein
Aag lage sab gaaon mein

Likhane waale aage likha
Likhane waale aage likha
Likhane waale aage likha
Likhane waale aage likha oo
Lautoge kab gaaon mein
Lautoge kab gaaon mein
Aag lage sab gaaon mein
Piya nahin jab gaaon mein
Aag lage sab gaaon mein
Piya nahin jab gaaon mein
Aag lage sab gaaon mein

Mann ka sauda manke mol
Mann ka sauda manke mol
Mann ka sauda manke mol
Mann ka sauda manke mol oo
Kaisa hain majhab gaaon mein
Kaisa hain majhab gaaon mein
Aag lage sab gaaon mein
Piya nahin jab gaaon mein
Aag lage sab gaaon mein
Piya nahin jab gaaon mein
Aag lage sab gaaon mein.

More songs lyrics from Piya Nahin Jab Gaon Mein.