Piya Main To Huyi Bawari Lyrics

"Piya Main To Huyi Bawari" lyrics from Shart sung by lata mangeshkar and music directed by hemanta kumar mukhopadhyay and composed by hemanta kumar mukhopadhyay and lyrics written by shamsul huda bihari (s. h. bihari)

Singer(s):
Music Director(s):

Piya Main To Huyi Bawari Lyrics


Piya main to huyi bawari
Piya main to huyi bawari
Ankhiya tori hai jadu bhari
Piya main to huyi bawari
Piya main to huyi bawari

Main to hui re bawari huyi re
Main to hui re bawari huyi re
More naram karejwa mein
Chub gayi suyi
Haye huyi re bawari huyi re
Bhai man ko surat
Teri sawari re sawari
Main to hui re bawari huyi re
Bawari bawari bawari saiya
Piya main to huyi bawari
Saiya maiy to hui bawari

Dil ki lagi mori jani na
Tumne tadpe re mora jiya
Dil ki lagi mori jani na
Tumne tadpe re mora jiya
Laz ki mari main kuchh na boli
Aankho ne sab kah diya
Laz ki mari main kuchh na boli
Aankho ne sab kah diya
Teri boli ada pe piya
Main mari re mai mari
Main to huyi re bawari huyi re
Bawari bawari bawari piya
Main to huyi bawari
Piya mai to hui bawari

Rut aayi re pyar ki aayi re
Rut aayi re pyar ki aayi re
Chahu aur jawani
Chhayi re chhayi re
Rut aayi re pyar ki aayi re
More man mein baze hai
Mithi basuri re basuri
Main to huyi re bawari hui re
Bawari bawari bawari piya
Main to huyi bawari
Piya mai to huyi bawari
Ankhiya tori hai jadu bhari
Piya main to huyi bawari
Piya main to huyi bawari

More songs lyrics from Shart.