Piya Bina Lyrics

"Piya Bina" lyrics from Aandhi-Toofan sung by s. janaki (sishta sreeramamurthy janaki) and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by anjaan

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Piya Bina Lyrics


Piya bina piya bina
Piya bina jal rahi main yaha
Piya bina piya bina
Piya bina jal rahi main yaha
Jale sari dharti jale sara ambar
Jale sari dharti jale sara ambar

Jal rahe do jaha dono jaha
Jal rahi main yaha
Piya bina piya bina
Piya bina jal rahi main yaha

Aisi sulagi jeevan le chingari chingari
Pal mein meri jal gayi duniya sari sari
Sang jo mere tu yaha nahin
Phir to kahi kuch bhi nahin
Chain dil ko kaha

Tere bina jal rahi main yaha
Piya bina piya bina
Piya bina jal rahi main yaha

Aise tujhko jisne mujhse china china
Hoga muskil ab uska re jina jina
Leke jo kasam tune de di jan
Puri main use karungi yaha
Teri kasam de dungi jan
Jal rahi main yaha
Piya bina piya bina

Piya bina jal rahi main yaha
Jale sari dharti jale sara ambar
Jal rahe do jaha dono jaha
Jal rahi main yaha
Piya bina piya bina
Piya bina jal rahi mai yaha.

More songs lyrics from Aandhi-Toofan.