Phoolon Se Bhi Nazuk Lyrics

"Phoolon Se Bhi Nazuk" lyrics from Ishq Bawari sung by anup jalota and music directed by koyel tripathi and composed by koyel tripathi and lyrics written by koyel tripathi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Phoolon Se Bhi Nazuk Lyrics


Phoolon se bhi nazuk hai tu
Phoolon se bhi nazuk hai tu
Heerno se bhi chanchal hai tu
Is dil ki dhadkan ban jaa tu
Aur aur aur kareeb aa jaa tu
Phoolon se bhi nazuk hai tu
Heerno se bhi chanchal hai tu
Is dil ki dhadkan ban jaa tu
Aur aur aur kareeb aa jaa tu

Suraj ki roshni hai tu
Chanda ki chandni hai tu
Ghane badal ki varsha hai tu
Ghane badal ki varsha hai tu
Ek shayar ki shayri tu
Tu mujh mein baras ja is tarah
Main khud ko bhul jaaun jis tarah
Is bhatke ka sahara ban jaa tu
Mere dil mein aake bas jaa tu
Aur aur aur kareeb aa jaa tu
Phoolon se bhi nazuk hai tu
Heerno se bhi chanchal hai tu
Is dil ki dhadkan ban jaa tu
Aur aur aur kareeb aa jaa tu

Satrangi aasma hai tu
Morpankh ki rangat hai tu
Koyal ka mdhur tarana hia tu
Koyal ka mdhur tarana hia tu
Ek sajan ki sajni hai tu
Tu baaho mein aaja is tarah
Tujhe pyar karu main jis tarah
Mujh mein sama ke
Saanse meri ban jaa tu
Khawbo ko haqeeqat ban jaa tu
Aur aur aur kareeb aa jaa tu
Phoolon se bhi nazuk hai tu
Heerno se bhi chanchal hai tu
Is dil ki dhadkan ban jaa tu
Aur aur aur kareeb aa jaa tu.

More songs lyrics from Ishq Bawari.