Phoolon Ka Taaro Ka Lyrics

"Phoolon Ka Taaro Ka" lyrics from Hare Raama Hare Krishna sung by kishore kumar and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Phoolon Ka Taaro Ka Lyrics


Hmm hmm hey hey
Hey hoo hoo hoo

Phoolon ka taaron ka
Sab ka kehna hai
Ek hazaron mein
Meri behna hai
Sari umar hame
Sang rehna hai
Phoolon ka taaron ka
Sab ka kehna hai
Ek hazaron mein
Meri behna hai
Sari umar hame
Sang rehna hai
Phoolon ka taaron ka
Sab ka kehna hai
Jabse meri aankhon
Se ho gayi tu door
Tabse sare jeevan ke
Sapne hain choor
Jabse meri aankhon
Se ho gayi tu door
He he tabse sare jeevan
Ke sapne hain choor
Aankhon mein neend
Na dil mein chaina hai
Ek hazaron mein
Sari umar hame
Sang rehna hai
Phoolon ka taaron ka
Sab ka kehna hai

Hey hey hey hoo hoo hoo
Dekho hum tum dono
Hain ek dali ke phool
Maein na bhoola tu kaise
Mujhko gai bhool
Haan dekho hum tum dono
Hain ek dali ke phool
Maein na bhoola tu
Kaise mujhko gai bhool
Aa mere paas aa
Keh jo kehna hai
Ek hazaron mein
Sari umar hame
Sang rehna hai
Phoolon ka taaron ka
Sab ka kehna hai

Jivan ke dukho se
Yun darate nahi hai
Aise bachake sach se
Guzarate nahi hai
Haan jivan ke dukho se
Yun darate nahi hai
Aise bachake sach se
Guzarate nahi hai
Sukh ki hai chaah to
Dukh bhi sahanaa hai
Ek hazaron mein
Sari umar hame
Sang rehna hai
Phoolon ka taaron ka
Sab ka kehna hai
Ek hazaron mein
Hey la la lala la la la la la
Ek hazaron mein
Ho la la lala la la la
Lala la la la la la.

More songs lyrics from Hare Raama Hare Krishna.