Phool Ki Patti Sa Tan Lyrics

"Phool Ki Patti Sa Tan" lyrics from Muskurahat sung by alka yagnik, udit narayan and music directed by raamlaxman (vijay patil) and composed by raamlaxman (vijay patil) and lyrics written by suraj sanim

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Phool Ki Patti Sa Tan Lyrics


Ladki badi ladaki hain
Dhara singh ki aunty hain
Chh chako ko diya hara
Karegi ham sab ka bala
Maine aisa to nahi kiya
Phool ki patti sa tan iska
Shisha se ujhala hain mann iska
Barkha bankar baras gayi
Hay ladki dil lut gayi
Phool ki patti sa tan iska
Shisha se ujhala hain mann iska
Barkha bankar baras gayi
Hey ladki dil lut gayi

Tujhpar nazar padi kaam gaya usdin
Jaan bhi jayegi lagta hain
Tu aayi to jeena ek toofan ho gaya
Tu aayi to marna bhi aasan ho gaya
Hey barkha bankar baras gayi
Ha ladki haye dil lut gayi

Phool nahi kad ka hain iska badan
Sui se bhi thikhi hain iski chuban
Dheere dheere dil mera viran ho gaya
Ghar se beghar hone ka saman ho gaya
Barkha bankar baras gayi
Ladki haye dil lut gayi
Phool ki patti sa tan iska
Shisha se ujhala hain mann iska
Phool ki patti sa tan iska
Shisha se ujhala hain mann iska
Phool ki patti sa tan iska
Shisha se ujhala hain mann iska.

More songs lyrics from Muskurahat.