Phool Kali Chand Lyrics

"Phool Kali Chand" lyrics from Krantiveer sung by sadhana sargam, udit narayan and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):

Phool Kali Chand Lyrics


Phool kali chand sitare
Phool kali chand sitare
Ye sab kya hai
Naam tumhare naam tumhare
Naam tumhare naam tumhare
Khusboo pawan rang najare
Khusboo pawan rang najare
Ye sab kya hai
Naam tumhare naam tumhare
Naam tumhare naam tumhare

Dil ke safar mein bach bach ke chalna
Ata hai yara mujhko sambhalna
Main jo giru mujhko tham lena
Deewanepan se mat kam lena
Sacha lage hai sapna suhana
Acha lage hai baho mein ana
Dhup ghata chaw sarare
Dhup ghata chaw sarare
Ye sab kya hai
Naam tumhare naam tumhare
Naam tumhare naam tumhare

Mari gayi main is bholepan mein
Tasvir teri mere nayan mein
Chahoge aise tum mujhko kab tak
Suraj rahega ambar mein jab tak
Jutha koi bhi wada na karna
Mere liye hi sajana sawarna
Jhile kanval moj kinare
Jhile kanval moj kinare
Ye sab kya hai
Naam tumhare naam tumhare
Naam tumhare naam tumhare
Phool kali chand sitare
Khusboo pawan rang najare
Ye sab kya hai
Naam tumhare naam tumhare
Naam tumhare naam tumhare.

More songs lyrics from Krantiveer.