Phir Wahi Chand Lyrics

"Phir Wahi Chand" lyrics from Baarish sung by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and music directed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and composed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and lyrics written by rajendra krishan

Lyricist(s):

Phir Wahi Chand Lyrics


Phir wahi chand wahi
Ham wahi tanhayi hai
Phir wahi chand wahi
Ham wahi tanhayi hai
Aaj phir dil ne mohabbat
Ki kasam khayi hai
Phir wahi chand wahi
Ham wahi tanhayi hai
Aaj phir dil ne mohabbat
Ki kasam khayi hai
Phir wahi chand

Dur duniya se kahi
Bhigi huyi rato me
Dur duniya se kahi
Bhigi huyi rato me
Do mohabbat bhare dil
Gham hain hasin bato me
Do mohabbat bhare dil
Gham hain hasin bato me
Dil me jo bat hai
Aankho me chali aayi hai
Aaj phir dil ne mohabbat
Ki kasam khayi hai
Phir wahi chand

Yeh samundar ka kinara
Yeh khamoshi ka sama
Yeh samundar ka kinara
Yeh khamoshi ka sama
Yeh ik khab mohabbat ka
Ik khab mohabbat ka
Hai iss waqt jawan
Naa koyi dar hai jamane
Ka naa ruswayi hai

Aaj phir dil ne mohabbat
Ki kasam khayi hai
Phir wahi chand wahi
Ham wahi tanhayi hai
Aaj phir dil ne mohabbat
Ki kasam khayi hai
Phir wahi chand.

More songs lyrics from Baarish.