Phir Kiya Hua Lyrics

"Phir Kiya Hua" lyrics from Aatish sung by faakhir mehmood and music directed by awaz (band) and composed by awaz (band)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Phir Kiya Hua Lyrics


Puchho na mujhse kal kya hua
Dariya kinaare main tha khada
O puchho na mujhse kal kya hua
Dariya kinaare main tha khada
Mujhko mili ek jaane ada
Jhulfein thi jaise kaali ghata
Puchho na mujhse kal kya hua
Dariya kinaare main tha khada
Phir kiya hua phir kiya hua
Phir kiya hua phir kiya hua

Usne kahan teri gaali
Mein mera ghar hain
Kab se tujh pe meri nazar hain
Lagate nahi kyun darte hoga
Aur kisi pe marte ho kya
Pehale zara sa main dar gaya
Majboot dil ko phir kar liya kar liya
Puchho na mujhse kal kya hua
Dariya kinaare main tha khada
Mujhko mili ek jaane ada
Jhulfein thi jaise kaali ghata
Puchho na mujhse kal kya hua
Dariya kinaare main tha khada
Phir kiya hua phir kiya hua
Phir kiya hua phir kiya hua

Maine kahan
Oo maine kahan soon o dilruba
Dekha jo maine mukhada tera
Mujhko meri jaan aisa laga
Seene se mere dil to gaya
Baahe khuli hain baahon mein aa
Jeevan ki mehaki baahon mein aa
Puchho na mujhse kal kya hua
Dariya kinaare main tha khada
Mujhko mili ek jaane ada
Jhulfein thi jaise kaali ghata
Puchho na mujhse kal kya hua
Dariya kinaare main tha khada

Phir kiya hua phir kiya hua
Phir kiya hua phir ye hua
Bas gayi dil ki dhadkan mein woh
Bas gayi dil ke aangan mein woh
Ghul gayi woh saanson mein aise
Bandh kali mein khusboo ho jaise
Dono mein phir ek waada hua
Milate rahenge yun hi sada sada
Puchho na mujhse kal kya hua
Dariya kinaare main tha khada
Mujhko mili ek jaane ada
Jhulfein thi jaise kaali ghata ghata
Puchho na mujhse kal kya hua
Dariya kinaare main tha khada
Puchho na mujhse kal kya hua
Dariya kinaare main tha khada

Phir kiya hua phir kiya hua
Phir kiya hua pyar hua
Phir kiya hua phir kiya hua
Phir kiya hua oye pyar hua.

More songs lyrics from Aatish.