Pehli Baar Dekha Lyrics

"Pehli Baar Dekha" lyrics from Dil Ka Doctor sung by kavita krishnamurthy and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by deepak

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Pehli Baar Dekha Lyrics


Pehli baar dekha tujhe
Na jaane kya hua mujhe
Are pehli baar dekha tujhe
Na jaane kya hua mujhe
Dujhi baar dekha tujhe sapne tere aaye
Teeji baar laga ke tu seene se lag jaaye
Pehli baar dekha tujhe
Na jaane kya hua mujhe
Dujhi baar dekha tujhe sapne tere aaye
Teeji baar laga ke tu seene se lag jaaye
Pehli baar dekha tujhe
Na jaane kya hua mujhe

Mere in labo pe tera geet purana hai
Zindagi meri tera hi muskurana hai
Mere in labo pe tera geet purana hai
Zindagi meri tera hi muskurana hai
Dhadkano mein teri mera aashiyana hai
Rista yeh hamara sadiyon purana hai
Pehli baar dekha tujhe
Are na jaane kya hua mujhe
Dujhi baar dekha tujhe sapne tere aaye
Teeji baar laga ke tu seene se lag jaaye
Pehli baar dekha tujhe
Na jaane kya hua mujhe

Jabse sanam tujhse mera naam jud gaya
Neend ud gayi hai mera chain ud gaya
Jabse sanam tujhse mera naam jud gaya
Neend ud gayi hai mera chain ud gaya
Dekhu dil ki raah pe yeh dil bhi mud gaya
Tere mere milne se mausam nikhar gaya
Pehli baar dekha tujhe
Na jaane kya hua mujhe
Dujhi baar dekha tujhe sapne tere aaye
Teeji baar laga ke tu seene se lag jaaye
Pehli baar dekha tujhe
Are na jaane kya hua mujhe

Pyar kiya hai tumhi se pyar karenge
Pyar kiya to ab nahi duniya se darenge
Pyar kiya hai tumhi se pyar karenge
Pyar kiya to ab nahi duniya se darenge
Kante mile phul mile saath rahenge
Saath jeeyenge tumhare saath marenge
Pehli baar dekha tujhe
Na jaane kya hua mujhe
Dujhi baar dekha tujhe sapne tere aaye
Teeji baar laga ke tu seene se lag jaaye
Pehli baar dekha tujhe
Na jaane kya hua mujhe.

More songs lyrics from Dil Ka Doctor.