Pehle Hi Qayamat Lyrics

"Pehle Hi Qayamat" lyrics from Zaalim sung by alka yagnik, vinod rathod and music directed by anu malik and composed by anu malik

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Pehle Hi Qayamat Lyrics


Pehle hi qayamat kyaa kam thi
Pehle hi qayamat kyaa kam thi
Ik aur qayamat kar baithe
Ye pyaar to aag ka dariya hain
Kyun tumse mohabbat kar baithe
Pehle hi qayamat kyaa kam thi
Pehle hi qayamat kyaa kam thi
Ik aur qayamat kar baithe
Ye pyaar to aag ka dariya hain
Kyun tumse mohabbat kar baithe
Pehle hi qayamat kyaa kam thi

Hain kaisi tadap ye kaisi agan
Pehale kabhi na thi o mere sajan
Kyun hoti hain mere seene mein
Halki halki meethi meethi si jalan
Mujhko teri chahar thi kab se
Aaj main tumse kehata hoon
Ek pal ko sukoon nahi milata hain
Bechain min hardam rehata hoon
Ek pal ko sukoon nahi milata hain
Bechain min hardam rehata hoon
Tere pyaar mein hum deewano si
Tere pyaar mein hum deewano si
Dekho na haalat kar baithe
Ye pyaar to aag ka dariya hain
Kyun tumse mohabbat kar baithe
Pehle hi qayamat kyaa kam thi

Khud aag lagayi hain maine
Din raat ab humko jalna hain
Phoolo ki dagar yaa kaanto ki
Har haal mein humko are chalan hain
Din to kat jaate hain lekin
Raate ab jaag ke katti hain
Tere bin ab main nahi jee paaungi
Sansein mujhse ye kehati hain
Tere bin ab main nahi jee paaungi
Sansein mujhse ye kehati hain
Ye dil to bada paagal dil hain
Ye dil to bada paagal dil hain
Hum dil se bagawat kar baithe
Ye pyaar to aag ka dariya hain
Kyun tumse mohabbat kar baithe
Pehle hi qayamat kyaa kam thi
Ik aur qayamat kar baithe.

More songs lyrics from Zaalim.