Patthar Ke Sanam (Title) Lyrics

"Patthar Ke Sanam (Title)" lyrics from Patthar Ke Sanam sung by mohammed rafi and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by majrooh sultanpuri

Singer(s):
Lyricist(s):

Patthar Ke Sanam (Title) Lyrics


Patthar ke sanam tujhe hamne
Mohabbat ka khuda jaana
Patthar ke sanam tujhe hamne
Mohabbat ka khuda jaana
Badhi bhool hui arey hamne
Yeh kya samjha yeh kya jaana
Pathar ke sanam

Chera tera dil mein liye
Chalte rahe angaaron
Pe tu ho kahin tu ho
Kahin sajde kiye
Hamne tere rukhsaron ke
Humsa na ho oo koi diwana
Patthar ke sanam tujhe
Hamne mohabbat ka khuda jaana
Patthar ke sanam

Socha tha yeh badh jayengi
Tanhaiyaan jab raaton ki rasta
Hamein rasta hamein dikhlayengi
Sham-e-wafa un haathon ki
Thokar lagi i tab pehchaana
Patthar ke sanam tujhe
Hamne mohabbat ka khuda jaana
Patthar ke sanam

Aaey kaash ke hoti khabar
Toone kise thukraya hai
Shisha nahi shisha nahi sagar
Nahi mandir sa ik dil dhaya hai
Dha aasmaan hain virana

Pathar ke sanam tujhe hamne
Mohabbat ka khuda jaana
Badhi bhool hui arey hamne
Yeh kya samjha yeh kya jaana
Pathar ke sanam.

More songs lyrics from Patthar Ke Sanam.