Patli Kamar Lyrics

"Patli Kamar" lyrics from Jungle sung by sapna awasthi singh, sukhwinder singh and music directed by sandeep chowta and composed by sandeep chowta and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Patli Kamar Lyrics


Patli kamar chikna
Badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai
Patli kamar chikna
Badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai

Ye comya ba ye comya sho
Ye comya ba ba ba ba re comya sho
Sho sho sho ye comya ba
Ba ba ba ye comya sho
Sho sho sho
Ye comya ba ba ba ba re comya sho

Jiya mera dhadak dhadak jaaye re
Arre shola koi bhadak bhadak jaaye re
Hay re hay re jaan meri
Tadap tadap jaaye re
Zara si pyaas bujha
De aa ja meri jaan
Aankhon mein laaj ka surma
Honthon pe phoolon ki laali
Aankhon mein laaj ka surma
Honthon pe phoolon ki laali
Dekh meri chhamiya tera yaar idhar hai
Aag lagi dil mein bada pyaasa jigar hai
Zara sa jhumka hila zara sa thumka laga
Ye kaali zulf hata nakhre na dikha
Zara sa jhumka hila zara sa thumka laga
Ye kaali zulf hata nakhre na dikha
Hay tu jo balkhaaye
Humein aaye bada maza
Tu jo lehraaye rani chhaye koi nasha
Ang hai tera jaadui rang hai tera jaadui
Humpe deewani aisa jaadu na chala

Patli kamar chikna
Badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai
Patli kamar chikna
Badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai

Ye comya ba ye comya sho
Ye comya ba ba ba ba re comya sho
Comya sho ye comya ba
Ba ba ba ye comya sho
Sho sho sho
Ye comya ba ba ba ba re comya sho

Matak matak matak tu jo chale re
Arre re re chatak chatak
Chatak badan jale re
Hay re hay re hay re aake
Hume lagale tu galey re
Kaahe ko door khadi hai paas aa zara

Ja re ja chhod de peechha
Aise tu daal na daane
Haan ja re ja chhod de peechha
Aise tu daal na daane
Jaane de na zulmi mera pyaar udhar hai
Itne dinon se meri uspe nazar hai
Arre usko bataana wohi mera deewana
Hai uske paas jaana rok na mujhe
Arre usko bataana wohi mera deewana
Hai uske paas jaana rok na mujhe

Nazar milake nazar modke na ja
Aise mein akele humein chhodke na ja
Ye jawaani ooi ooi chhoo
Na mujhe main chhuimui
Door se tu dekh magar haath na laga

Patli kamar chikna
Badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai
Patli kamar chikna
Badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai
Patli kamar chikna
Badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai
Patli kamar chikna
Badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai
Patli kamar chikna
Badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai.

More songs lyrics from Jungle.