Parsai Dhari Ki Dhari Lyrics

"Parsai Dhari Ki Dhari" lyrics from Awargi Mein Had Se Vol 2 sung by munni begum and music directed by munni begum and composed by munni begum

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Parsai Dhari Ki Dhari Lyrics


Hum teri bandagi kare na kare
Tere bando se pyar kartey hain
Hum teri bandagi kare na kare
Tere bando se pyar kartey hain
Rind jitane gunaah nahi kartey
Utne parezgaar katey hai

Parsai dhari ki dhari reh gayi
Parsai dhari ki dhari reh gayi
Bandgi bhi yunhi raayna ho gayi
Bandgi bhi yunhi raayna ho gayi
Parsai dhari ki dhari reh gayi
Parsai dhari ki dhari reh gayi
Bandgi bhi yunhi raayna ho gayi
Dekh kar aakhrash kaali kaali ghata
Dekh kar aakhrash kaali kaali ghata
Shaikh ji ki tabiyat jawaan ho gayi
Shaikh ji ki tabiyat jawaan ho gayi
Dekh kar aakhrash kaali kaali ghata
Shaikh ji ki tabiyat jawaan ho gayi
Parsai dhari ki dhari reh gayi

Pyar ka naam badnaam kartey ho kyun
Pyar kya cheez hai aao aur dekh lo
Pyar ka naam badnaam kartey ho kyun
Pyar kya cheez hai aao aur dekh lo
Pyar kya cheez hai aao aur dekh lo
Pyar ki aag mein khatm dono huye
Pyar ki aag mein khatm dono huye
Khaaq parwana shamma dhuaan ho gayi
Pyar ki aag mein khatm dono huye
Khaaq parwana shamma dhuaan ho gayi
Parsai dhari ki dhari reh gayi

Jo muqaddar mein likha tha poora hua
Kya bataun shabe wasla ka maazra
Jo muqaddar mein likha tha poora hua
Kya bataun shabe wasla ka maazra
Kya bataun shabe wasla ka maazra
Unki zid mera izhaar itna badha
Unki zid mera izhaar itna badha
Faisla ho na paya adaa ho gayi
Unki zid mera izhaar itna badha
Faisla ho na paya adaa ho gayi
Parsai dhari ki dhari reh gayi

Tum toh akhtar ban phirte ho parsaa
Tum sharaabi nahin humne maana magar
Tum toh akhtar ban phirte ho parsaa
Tum sharaabi nahin humne maana magar
Tum sharaabi nahin humne maana magar
Ye bataao ke tum raat bhar they kahaan
Ye bataao ke tum raat bhar they kahaan
Deri itani huyi toh kahaan ho gayi
Ye bataao ke tum raat bhar they kahaan
Deri itani huyi toh kahaan ho gayi

Dekh kar aakhrash kaali kaali ghata
Dekh kar aakhrash kaali kaali ghata
Shaikh ji ki tabiyat jawaan ho gayi
Dekh kar aakhrash kaali kaali ghata
Parsai dhari ki dhari reh gayi
Bandgi bhi yunhi raayna ho gayi
Parsai dhari ki dhari reh gayi.

More songs lyrics from Awargi Mein Had Se Vol 2.