Pankh Lage Hai Lyrics

"Pankh Lage Hai" lyrics from Qasam Se Qasam Se sung by shailendra singh and music directed by sayanti, shailendra (shankardas kesarilal) and composed by sayanti, shailendra (shankardas kesarilal) and lyrics written by dr. moauzzam azam, panchhi jalonvi

Singer(s):

Pankh Lage Hai Lyrics


Na nan nan na na na
Na nan nan na na na na
Nan nan na na na na na na na
Na nan nan na na na na
Nan nan na na na na
Nan nan na na na na na na na

Pankh lege hai sapno ko
Ummid hai apno ko
Pankh lage hai sapno ko
Ummid hai apno ko
Khwabo ki tabir
Hai kiski taqdeer
Pad jaye kab kiske
Pawo me zanjeer
Khwabo ki tabir
Hai kiski taqdeer
Pad jaye kab kiske
Pawo me zanjeer
Kisse kiska luck juda
Hai ye abhi kisko pata hai
Kisse kiska luck juda
Hai ye abhi kisko pata hai
Ke kiska future kya likha hai
Ke kiska future kya likha hai

Fotunately bat sahi ho
Jo socha hai kash wahi ho
Fotunately bat sahi ho
Jo socha hai kash wahi ho
Rasta mere kadmo ko chume
Rasta mere kadmo ko chume
Manjil mujhko dhund rhi ho
Kin umango ka nasha hai
Ye abhi kisko pata hai
Kin umango ka nasha hai
Ye abhi kisko pata hai
Ke kiska future kya likha hai
Ke kiska future kya likha hai

Kya kismat darwaje khol
Khuch khusiya barsayegi
Kya kismat darwaje khol
Khuch khusiya barsayegi
Koi chavi ankho me aakar
Koi chavi ankho me aakar
Kisko dhadkayegi
Kiske liye ye door khula hai
Ye abhi kislo pata hai
Kiske liye ye door khula hai
Ye abhi kislo pata hai
Ke kiska future kya likha hai
Ke kiska future kya likha hai

Na nan nan na na na
Na nan nan na na na na
Nan nan na na na na na na na
Na nan nan na na na
Na nan nan na na na na
Nan nan na na na na na na na

Pankh lege hai sapno ko
Ummid hai apno ko
Pankh lage hai sapno ko
Ummid hai apno ko
Khwabo ki tabir
Hai kiski taqdeer
Pad jaye kab kiske
Pawo me zanjeer khwabo
Ki tabir h kiski taqdeer
Pad jaye kab kiske
Pawo me zanjeer
Kisse kiska luck juda hai
Ye abhi kisko pata hai
Kisse kiska luck juda hai
Ye abhi kisko pata hai
Ke kiska future kya likha hai
Ke kiska future kya likha hai
Aa aa aa aa a aaa

More songs lyrics from Qasam Se Qasam Se.