Pani Pe Barse Jab Pani Lyrics

"Pani Pe Barse Jab Pani" lyrics from Kahin Aur Chal sung by lata mangeshkar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by shailendra (shankardas kesarilal)

Singer(s):

Pani Pe Barse Jab Pani Lyrics


Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani
Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani

Kuch dhundti hai do ankhein
Kuch khojta hai man mera
Wo kaun hai kaha par hai
Jiske khyal ne ghera
Kuch dhundti hai do ankhein
Kuch khojta hai man mera
Wo kaun hai kaha par hai
Jiske khyal ne ghera
Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani
Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani

Bijli chamak chamak karkyu
Hume muh chidaye jati hai
Natkhat ishare kar kar ke
Kyu muskuraye jati hai
Bijli chamak chamak kar kyu
Hume muh chidaye jati hai
Natkhat ishare kar kar ke
Kyu muskuraye jati hai
Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani
Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani.

More songs lyrics from Kahin Aur Chal.