Pandit Ji Mere Marne Ke Baad Lyrics

"Pandit Ji Mere Marne Ke Baad" lyrics from Roti Kapada Aur Makaan sung by lata mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by verma malik

Singer(s):
Lyricist(s):

Pandit Ji Mere Marne Ke Baad Lyrics


Na dharam bura, na karam bura
Na ganga buri, na jal bura

Na dharam bura, na karam bura
Na ganga buri, na jal bura

Har peenae valo ko panditji
Na karana kabhi nasihat
Peene bala martae martae
Bus kartha yehi vasiyat
O panditji mere marne kebadh
Panditji mere marne kebadh
Panditji mere marne kebadh
Bus ethana kasht utalaena
Mere muhe mein ganga jal ki jagah
Mere muhe mein ganga jal ki jagah
Thodi madhira tapka dena
Panditji mere marne kebadh
Bus ethana kasht utalaena
Mere muhe mein ganga jal ki jagah
Thodi madhira tapka dena
Panditji mere marne kebadh
Panditji

Sadiyo purani mehak aanae sae
Thodi mitti mangvalaena
Sadiyo purani mehak aanae sae
Thodi mitti mangvalaena
Us mitti ko samjkae chandan
Us mitti ko samjkae chandan mere
Mathae par tilak laga dhena
Panditji mere marne ke bad
Panditji ah mere marne ke bad

Mauth pae meri vo peena vale
Mauth pae meri vo peena vale
Aankh jo teri bhar aayae
Mauth pae meri vo peena vale
Aankh jo teri bhar aayae
Peejana tu aankh ke aasu
Peejana tu aankh ke aasu
Par kuch jaam baha dhena
Panditji mere marne kebadh
Panditji mere marne kebadh ah

La la la la la la la la

Safar aakari lambha hai
Safar aakari lambha hai
Koyi saath mein saathi tho chahiyae
Safar aakari lambha hai
Koyi saath mein saathi tho chahiyae
Joomke pahunchu jannath tak mein
Mein joomke pahunchu jannath tak
Ek bottle saath bichaadena
Panditji mere marne kebadh
Panditji mere marne kebadh
Bus ethana kasht utalaena
Mere muhe mein ganga jal ki jagah
Thodi madhira tapka dena
Panditji mere marne kebadh
Panditji ah marne ke bad.

More songs lyrics from Roti Kapada Aur Makaan.