Paida Karke Bhool Gaya Lyrics

"Paida Karke Bhool Gaya" lyrics from Jeevan Dhaara sung by saleem prem raagi and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Paida Karke Bhool Gaya Lyrics


Paida karke bhul gaya kyu
Paida karne wala
Mata ne janam diya data ne pala
Feka sadak pe mujhe ghar se nikala
Aisa kya kasur bhala maine kiya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai
Dunia ko wo maine diya hai

Dard ban ke mai tumhare
Dil me ab rahunga
Dard ban ke mai tumhare
Dil me ab rahunga
Aansu ban ke ab mai
Tumhari aankho se bahunaga
Aaj tlak tumne kaha aaj mai kahunga
Aaj tlak maine hotho ko siya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai

Rahne do dhram karam ki baate kitabi
Rahne do dhram karam ki baate kitabi
Mere to nasibo me likh di kharabi
Mere to nasibo me likh di kharabi
Maine to sharab pi hai
Mai to hu sharabi
Tum ho kon tum ne
Tum ho kon tum ne
Mera khoon kiya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai
Dunia ko wo maine diya hai.

More songs lyrics from Jeevan Dhaara.