Pagle Manwa Ab Rota Hai Lyrics

"Pagle Manwa Ab Rota Hai" lyrics from Bhishma Pratigya sung by geeta ghosh roy chowdhuri (geeta dutt) and music directed by s.k. pal and composed by s.k. pal and lyrics written by manohar lal khanna

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Pagle Manwa Ab Rota Hai Lyrics


O o pagle
Manwa aa
Manwaa
Rota hai kyun un
Ab rota hai kyun

O pagle manwa
Rota hai kyun
Ab rota hai kyun
O pagle manwa aa
Rota hai kyun
Ab rota hain kyun
Jhoothhi aas lagaake
Ret ke mahal banaake
Ab rota hai kyun
O pagle manwa
Rota hai kyun
Ab rota hai kyun

Chandaa ke todne ko
Haath badhaaya kyun
Chandaa ke todne ko
Haath badhaaya kyun
Taare sametne ko
Jholi ko pasaara kyun
Jholi ko pasaara kyun
Indra dhanush ko jhoola banaake
Jhoola banaake
Ab rota hai kyun
O pagle manwa
Rota hai kyun
Ab rota hai kyun

Aankhon ne dekha thha jo
Dil ne suna thha
Aankhon ne dekha thha jo
Dil ne suna thha
Rang bhara thha dhokha thha wo
Ik sapna thha
Ik sapna thha
Soorya kiran se aankhen milaa ke
Aankhen milaa ke
Ab rota hai kyun
O pagle manwa
Rota hai kyun
Ab rota hain kyun
Jhoothi aas lagaa ke
Ret ke mahal banaake
Ab rota hai kyun
O pagle manwa
Rota hai kyun
Ab rota hai kyun.

More songs lyrics from Bhishma Pratigya.