Oh Ram Lyrics

"Oh Ram" lyrics from Sons Of Ram sung by arnab chakrabarty and music directed by gaurav issar and composed by gaurav issar and lyrics written by asif ali beg

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Oh Ram Lyrics


Oh ram phir nayi suruat
Nayi adachan hai
Hey ram jane kahan laya
Ab jeevan hai ho ram

Veerta aur sahas se
Dushmano ko jeeta ram
Shiv dhanush uasane toda
Aur seeta moh laya ram
Raja bankar phir bhi
Usane singhasan chhoda
Ek kapati maharani ki
Chal mein sapano ko toda
Oh ram

Pita ke saman karan
Tyag diye apane adhikar
Ram aur seeta ne van vas liya
Huwi aadarsho ki haar
Kapat se har le gaya
Seeta ko ravan krur
Raha gaya tadapata ram
Sang apne sare sapane chur

Sab adachano ko par
Lanka pahuncha ram
Sacha premi tha wo
Mariyada purshotam ram
Samay ne phir karavat li
Chhina khushiyon ko
Ek ajeeb se sak ne
Van vas diya phir seeta ko

Upay diye the gulamo ne
Ram ko the bebasi mein
In sujawo ka jawab
Ram ko na pata
Kaise de they ram
Pareshan ho ke phir
Vivah karana ho
Oh ram parwah ek nahi.

More songs lyrics from Sons Of Ram.