Oh Ajanabi Jo Samane Lyrics

"Oh Ajanabi Jo Samane" lyrics from Ishq Subhan Allah sung by pooja shrivastava and music directed by miten chhadva, om prakash pathak and composed by miten chhadva, om prakash pathak and lyrics written by bhupen chhadva

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Oh Ajanabi Jo Samane Lyrics


Oh ajanabi jo samane
Aake gujar gaya
Lagane laga hain aankhon se
Dil mein utar gaya
Oh ajanabi jo samane
Aake gujar gaya
Lagane laga hain aankhon se
Dil mein utar gaya

Kis se kahun main haal yeh
Uljha hua sawaal yeh
Kis se kahun main haal yeh
Uljha hua sawaal yeh
Chhane laga ajab sa nasha
Hone laga kamaal yeh
Chhane laga ajab sa nasha
Hone laga kamaal yeh
Ek aaine ke aaj to
Yeh dil sawar gaya
Lagane laga hain aankhon se
Dil mein utar gaya
Oh ajanabi jo samane
Aake gujar gaya
Lagane laga hain aankhon se
Dil mein utar gaya

Hua yeh pehli baar hain
Koi dil bana dildar hain
Hua yeh pehli baar hain
Koi dil bana dildar hain
Khud pe nahin kabu yeh ab
Dhadkan bhi bekaraar hain
Khud pe nahin kabu yeh ab
Dhadkan bhi bekaraar hain
Chaino sukun ka lamha wo
Jaane kidhar gaya
Lagane laga hain aankhon se
Dil mein utar gaya
Oh ajanabi jo samane
Aake gujar gaya
Lagane laga hain aankhon se
Dil mein utar gaya
Oh ajanabi jo samane
Aake gujar gaya
Lagane laga hain aankhon se
Dil mein utar gaya
Oh ajanabi jo samane
Aake gujar gaya
Lagane laga hain aankhon se
Dil mein utar gaya
Dil mein utar gaya
Dil mein utar gaya.

More songs lyrics from Ishq Subhan Allah.