O Zalima Chala Kaha Lyrics

"O Zalima Chala Kaha" lyrics from Zimbo sung by mohammed rafi and music directed by chitragupta shrivastava and composed by chitragupta shrivastava and lyrics written by majrooh sultanpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

O Zalima Chala Kaha Lyrics


O zalima chala kahan
O zalima chala kahan
Berukhi ka yeh
Waqt nahi hai meri jaan
O zalima chala kahan
Berukhi ka yeh
Waqt nahi hai meri jaan

Hay re yeh hussan
Yeh khumar yeh jawani
Dil hia khon khon or
Jigar hai pani pani
Hay re yeh hussan
Yeh khumar yeh jawani
Dil hia khon khon or
Jigar hai pani pani
Karke khoon
Khoon or pani pnai
Kya milega zani
Aa palat ke aa yahi
Hai pyaar ka samma
O zalima chala kahan
Berukhi ka yeh
Waqt nahi hai meri jaan
O zalima chala kahan
Berukhi ka yeh
Waqt nahi hai meri jaan

Nach ka aada ka yu na mar fanda
Is tarah na chal ke
Chal bhul jaye banda
Nach ka aada ka yu na mar fanda
Is tarah na chal ke
Chal bhul jaye banda

Haye haye dil khuchal na jaye
Dekh sambhal ke
Nikli nilki meri jaan
O zalima chala kahan
Berukhi ka yeh
Waqt nahi hai meri jaan
O zalima chala kahan
Berukhi ka yeh
Waqt nahi hai meri jaan

Kya kru bujurg baat
Kah gaye hai aissi
Dil laga gadhi se
To pari bhi kaisi
Kya kru bujurg baat
Kah gaye hai aissi
Dil laga gadhi se
To pari bhi kaisi
Koi tujhko dekhe
Is meri nazar se
Tu mujhe pasand
Hai to jalta hia jaahan
O zalima chala kahan
Berukhi ka yeh
Waqt nahi hai meri jaan
O zalima chala kahan
Berukhi ka yeh
Waqt nahi hai meri jaan.

More songs lyrics from Zimbo.