O Mera Babu Chhail Chhabila Lyrics

O Mera Babu Chhail Chhabila lyrics from The Loves Of Runa Laila sung by runa laila and music directed by omkar prasad nayyar and composed by omkar prasad nayyar

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

O Mera Babu Chhail Chhabila Lyrics


O mera babu chhail chhabila
Main to naachungi
O mera balmaa rang rangeela
Main to naachungi

O mera babu chhail chhabila
Main to naachungi
O mera balmaa rang rangeela
Main to naachungi
Kazara laga ke ghajra laga ke
Main sharmaau re
O mera babu chhail chhabila
Main to naachungi
O mera balmaa rang rangeela
Main to naachungi

Aankhon mein pyaar basa ke
Karata hain meethi meethi batiyan
Aankhon mein pyaar basa ke
Karata hain meethi meethi batiyan
Hothon pe phool khushi ke
Hasde to bikhare pattiya
Pyaar jataaye nain ladaye
Main kitt jaaun re
Haay main kitt jaaun re
O mera babu chhail chhabila
Main to naachungi
O mera balmaa rang rangeela
Main to naachungi

Aaj hasenge dekha ke
Mujhko saari sakhiyan
Aaj hasenge dekha ke
Mujhko saari sakhiyan
Paas bullake chup ke se
Puchhengi sajana ki battiyan
Kuchh na baatun sabse chhupaun
Main ghabhraun re
Haay main ghabhraun re
O mera babu chhail chhabila
Main to naachungi
O mera balmaa rang rangeela
Main to naachungi

Kazara laga ke ghajra laga ke
Main sharmaau re
O mera babu chhail chhabila
Main to naachungi
O mera balmaa rang rangeela
Main to naachungi
O mera babu chhail chhabila
Main to naachungi
O mera balmaa rang rangeela
Main to naachungi
O mera babu chhail chhabila
Main to naachungi
O mera balmaa rang rangeela
Main to naachungi.

More songs lyrics from The Loves Of Runa Laila.