O Ghar Ghar Ke Diye Lyrics

"O Ghar Ghar Ke Diye" lyrics from Hum Bhi Insaan Hain sung by prabodh chandra dey (manna dey) and music directed by h.p. das, prabodh chandra dey (manna dey) and composed by h.p. das, prabodh chandra dey (manna dey) and lyrics written by gopal singh nepali

Lyricist(s):

O Ghar Ghar Ke Diye Lyrics


O ghar ghar ke diye bhujakar
Bane huye dhanwan
O ghar ke diye bhujakar
Bane huye dhanwan
Tumhi nahi ho is duniya mein
Hum bhi to inshan
Hum bhi hai inshan
O ghar ke diye bhujakar
Bane huye dhanwan
Tumhi nahi ho is duniya mein
Hum bhi to inshan
Hum bhi hai inshan

Yaha tumhara rang mahal hai
Rang mahal mein inchahal pahal hai
Yaha tumhara rang mahal hai
Rang mahal mein chahal pahal hai
Aur hamare liye kya
Ye zameen aasman
Aur hamare liye kya
Ye zameen aasman
Tumhi nahi ho is duniya mein
Hum bhi to inshan
Hum bhi hai inshan

Khet hamara fasal tumahri
Aisa kyu hoga
Khet hamara fasal tumahri
Aisa kyu hoga
Jisne mehnat ki na uska
Paisa kyu hoga
Jisne mehnat ki na uska
Paisa kyu hoga
Dil hai tumhara aur na hoti
Kya garib ki jaan
Dil hai tumhara aur na hoti
Kya garib ki jaan
Tumhi nahi ho is duniya mein
Hum bhi to inshan
Hum bhi hai inshan

Humko bhi to bhukh satati hai
Humko bhi to pyas jalati hai
Humko bhi to bhukh satati hai
Humko bhi to pyas jalati hai
Aur dud ke liye hamari roti hai santan
Aur dud ke liye hamari roti hai santan
Tumhi nahi ho is duniya mein
Hum bhi to inshan
Hum bhi hai inshan
O ghar ke diye bhujakar
Bane huye dhanwan
Tumhi nahi ho is duniya mein
Hum bhi to inshan
Hum bhi hai inshan.

More songs lyrics from Hum Bhi Insaan Hain.