O Bazigar Lyrics

O Bazigar lyrics from Hill Station sung by geeta ghosh roy chowdhuri (geeta dutt) and music directed by hemanta kumar mukhopadhyay and composed by hemanta kumar mukhopadhyay and lyrics written by shamsul huda bihari (s. h. bihari)

Music Director(s):

O Bazigar Lyrics


O bazigar
O bazigar aey aey bazigar
O bazigar aey aey aey bazigar
Do pyar ki baate kar
Zara do pyar ki baate kar
Ha humse milake milake nazar
O bazigar aey aey bazigar
Do pyar ki baate kar
Zara do pyar ki baate kar
Ha humse milake milake nazar
O bazigar

Jeet samjha hai
Jisko teri haar hai
Dekh aankho mein
Zalim tera pyar hai
Jeet samjha hai
Jisko teri haar hai
Dekh aankho mein
Zalim tera pyar hai
Humse daaman chhudake
Chala hai kidhar
O janejigar tu khel magar
Ha humse milake milake nazar
O bazigar aey bazigar
Do pyar ki baate kar
Zara do pyar ki baate kar
Ha humse milake milake nazar
O bazigar

Lootle ne ki tujhko
Nayi chaal hai
Dushmano ka
Bichhaya huwa jaal hai
Lootle ne ki tujhko
Nayi chaal hai
Dushmano ka
Bichhaya huwa jaal hai
Naa fasna tu is
Jaal mein bekhbar
O janejigar tu khel magar
Ha humse milake
Milake nazar o bazigar
Aey aey bazigar
Do pyar ki baate kar
Zara do pyar ki baate kar
Ha humse milake milake nazar
O bazigar.

More songs lyrics from Hill Station.