O Balma Mere Balma Lyrics

"O Balma Mere Balma" lyrics from Thief Of Baghdad sung by anuradha paudwal and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

O Balma Mere Balma Lyrics


O bamna mere balma
Balma balma balma
O bamna mere balma
Main teri aankho ki
Galiyo mein kho gayi hu
Tu mera ho na ho
Main teri ho gayi hu
Balma balma mere balma
Balma ho mere balma

Jannat ke khwab mein
Ulfat ki nind se
Jannat ke khwab mein
Ulfat ki nind se
Mujhko jagana na na na na
Chhod ke jana na
Main teri palko ki
Chaw mein so gayi hu
Balma balma balma
Balma mere balma

Kaisa anjan hai kitna nadan hai
Kaisa anjan hai kitna nadan hai
Main tere pyar mein
Baho ke har mein
Sat phoolo ke apna
Dil bhi piro gayi
Balma balma ho mere balma

Ya teri yaad hai
Ya tera naam hai
Ya teri yaad hai
Ya tera naam hai
Dil mein kuch or nahi hai
Dil pe jor nahi hai
Dil pe jor nahi hai
Aisa lagta hai main
Deewani ho gayi
Balma balma ho mere balma
Balma mere balma.

More songs lyrics from Thief Of Baghdad.