O Babu Humne To Pyar Lyrics

"O Babu Humne To Pyar" lyrics from Teesri Aankh sung by lata mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi, kishore kumar

Singer(s):
Lyricist(s):

O Babu Humne To Pyar Lyrics


O babu humne to pyar kiya hai
O babu humne to pyar kiya hai
Tere pyar me jine marne ka
Tere pyar me jine marne ka
Ikarar kiya hai
O babu humne to pyar kiya hai
Tere pyar me jine marne ka
Ikarar kiya hai
O babu humne to pyar kiya hai

Kya dunia hai kya daulat hai
Kya dunia hai kya daulat hai
Sab ronak dil ki badolat hai
O bedarda dil kaliya ab
Dil to liya
Jan bhi le le hamne kab inkar kiya hai
O babu humne to pyar kiya hai
O jani humne to pyar kiya hai

In kadmo me dam todenge
In kadmo me dam todenge
Tera daman na chhodenge
Dil ka sauda humne kiya ab
Humne kiya ab
Ye tu jane tune kya bejar kiya hai
O babu humne to pyar kiya hai
Tere pyar me jine marne ka
Ikarar kiya hai
O babu humne to pyar kiya hai

Kismat ne chor bana dala
Kismat ne chor bana dala
Tumne kuchh or bana dala
Sukriya tera maine ada
Ek bar nahi do bar nahi
Ek bar nahi do bar nahi
Sau bar kiya hai
O jani humne to pyar kiya hai
O jani humne to pyar kiya hai
Alan ye maine aaj sare bazar kiya hai
Jani humne to pyar kiya hai
O jani humne to pyar kiya hai.

More songs lyrics from Teesri Aankh.