Nindiya Hai Sapna Hai Lyrics

"Nindiya Hai Sapna Hai" lyrics from Saaz sung by kavita krishnamurthy and music directed by raj kamal and composed by raj kamal and lyrics written by javed akhtar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Nindiya Hai Sapna Hai Lyrics


Nindiya hai sapna hai
Chandan ka palna hai
Nindiya hai sapna hai
Chandan ka palna hai
Jhula jhulaye maiya
Soye gudiya,
Nindiya hai sapna hai
Chandan ka palna hai
Jhula jhulaye maiya
Soye gudiya

Sapno mein hai mahal do mahle
Do hai sunhle do hai duphle
Gudiya ka man kyu na bahle
Jhula jhulaye maiya
Soye gudiya

Badal ke aanchal me tare
Kaun ye jane kitne sare
Gahri gahri nindiya dare
Jhula jhulaye maiya
Soye gudiya,
Nindiya hai sapna hai
Chandan ka palna hai
Nindiya hai sapna hai
Chandan ka palna hai
Jhula jhulaye maiya
Soye gudiya.

More songs lyrics from Saaz.