Nikamma Kiya Is Dil Ne Lyrics

"Nikamma Kiya Is Dil Ne" lyrics from Kyaa Dil Ne Kahaa sung by damayanti bardal, jaspinder narula, shaan and music directed by himesh reshammiya and composed by himesh reshammiya and lyrics written by sanjay chhel

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Nikamma Kiya Is Dil Ne Lyrics


Nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
Aashiqui chaahta hai
Zindagi ujaadta hai
Aashiqui chaahta hai
Zindagi ujaadta hai
Roke ruke na kabhi yeh
Kisi ki kahan maanta hai
Maanta hai maanta hai

Yaadon mein khoya rehta hai
Vaadon mein duba rehta hai
Mushkilein paida karta hai
Bada badnaam karta hai
Nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
Nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
Aashiqui chaahta hai
Zindagi ujaadta hai
Ho aashiqui chaahta hai
Zindagi ujaadta hai
Roke ruke na kabhi yeh
Kisi ki kahan maanta hai

Maanta hai
O nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
Nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
Aashiqui chaahta hai
Zindagi ujaadta hai
Ho aashiqui chaahta hai
Zindagi ujaadta hai
Roke ruke na kabhi yeh
Kisi ki kahan maanta hai
Maanta hai

O nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
I love your eyes i love your neck
I love your smile i love your face
Magar kya kare bahut
Problem hai yaar
Dhadkanein karti hai
Kaisa halla kya kahe tumse
Hum khullam khulla
Duriya nazdikiya bhi
Gham ho jaati hai
Sab kuch mitaata hai
Nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
Aashiqui chaahta hai
Zindagi ujaadta hai
O aashiqui chaahta hai
Zindagi ujaadta hai
Roke ruke na kabhi yeh
Kisi ki kahan maanta hai

Maanta hai
O nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
I love your lips i love your hair
I love your legs i love your
Cheeks but forget it

Khaamkha aankh mein aansu laaye
Aur kabhi chaahte bhi barsaaye
Jeene ko haraam karke
Marna seekhaata hai yeh
Qayaamat laata hai
Nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma

Aashiqui chaahta hai
Zindagi ujaadta hai
O aashiqui chaahta hai
Zindagi ujaadta hai
Roke ruke na kabhi yeh
Kisi ki kahan maanta hai
Maanta hai
O nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
I love your touch i love your voice
I love your style i love your heart.

More songs lyrics from Kyaa Dil Ne Kahaa.