Nigahe-Maste-Saqi Ka Salaam Lyrics

"Nigahe-Maste-Saqi Ka Salaam" lyrics from Kalaam-E-Mohabbat sung by ustad ghulam ali and music directed by allauddin khan and composed by allauddin khan and lyrics written by sant darshan singh ji maharaj

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Nigahe-Maste-Saqi Ka Salaam Lyrics


Nigahe-maste-saqi ka
Salaam aaya to kya hoga
Nigahe-maste-saqi ka
Salaam aaya to kya hoga
Agar phir tarke tauba ka
Payam aaya toh kya hoga
Nigahe-maste-saqi ka
Salaam aaya to kya hoga
Nigahe-maste-saqi ka
Salaam aaya to kya hoga

Haram wale toh puchhenge
Bata too kisaka banda hai
Haram wale toh puchhenge
Bata too kisaka banda hain
Bata too kisaka banda hain
Kuda se pahale lab par
Unaka naam aaya toh kya hoga
Kuda se pahale lab par
Unaka naam aaya toh kya hoga
Nigahe-maste-saqi ka
Salaam aaya to kya hoga
Nigahe-maste-saqi ka
Salaam aaya to kya hoga

Mujhe manjur unase main na
Bolunga magar naseh
Mujhe manjur unase main na
Bolunga magar naseh
Agar unaki nigaho kaa
Salam aaya toh kya hoga
Agar unaki nigaho kaa
Salam aaya toh kya hoga
Nigahe-maste-saqi ka
Salaam aaya to kya hoga
Nigahe-maste-saqi ka
Salaam aaya to kya hoga

Mujhe tarke talab manjur
Lekin yeh toh batala do
Mujhe tarke talab manjur
Lekin yeh toh batala do
Koyi kud hi liye hatho mein
Jaam aaya toh kya hoga
Koyi kud hi liye hatho mein
Jaam aaya toh kya hoga
Nigahe-maste-saqi ka
Salaam aaya to kya hoga
Nigahe-maste-saqi ka
Salaam aaya to kya hoga

Mohabbat ke liye tarke
Talluk hi zaroori ho
Muhabbat ke liye tarke
Talluk hi zaroori ho
Mohabbat mein agar
Aisa makam aaya toh kya hoga
Mohabbat mein agar
Aisa makam aaya toh kya hoga
Nigahe-maste-saqi ka
Salaam aaya to kya hoga
Nigahe-maste-saqi ka
Salaam aaya to kya hoga.

More songs lyrics from Kalaam-E-Mohabbat.