Nazaron Se Chup Gaya Lyrics

"Nazaron Se Chup Gaya" lyrics from Daku Ki Ladki sung by hemanta kumar mukhopadhyay, lata mangeshkar and music directed by hemanta kumar mukhopadhyay and composed by hemanta kumar mukhopadhyay and lyrics written by kaif irfani

Lyricist(s):
Music Director(s):

Nazaron Se Chup Gaya Lyrics


Nazaron se chhup gaya hai
Taqdir ka savera
Nazaron se chhup gaya hai
Taqdir ka savera
Girata hai jo bhi ansu
Leta hai nam tera

Ham reh gaye tadap kar
Munh zindagi ne phera
Girta hai jo bhi ansu
Leta hai nam tera
Nazaron se chhup gaya hai
Taqdir ka savera

Duniya mein ham yeh
Kaisi taqdir le ke aye
Tukde dilo jigar ke
Ashko mein muskuraye

Hansti hai mujhpe kismat
Rota hai pyar mera
Girata hai jo bhi ansu
Leta hai nam tera
Nazaron se chhup gaya hai
Taqdir ka savera.

More songs lyrics from Daku Ki Ladki.