Nazar Mein Tu Lyrics

"Nazar Mein Tu" lyrics from Andolan sung by kumar sanu, sapna mukherjee and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Nazar Mein Tu Lyrics


Nazar mein tu jigar mein
Tu jahaan dekhuun vahaan hai tu
Nazar mein tu jigar mein
Tu jahaan dekhuun vahaan hai tu
Tujhe apana banaaya hai
Tune dil mera churaaya hai
Tune dil mera churaaya hai
Nazar mein tu jigar mein
Tu jahaan dekhuun vahaan hai tu
Nazar mein tu jigar mein
Tu jahaan dekhuun vahaan hai tu
Tujhe hi dil mein basaaya hai
Tune dil mera churaaya hai
Tune dil mera churaaya hai

Meri saanson mein tu mere honthon pe tu
Meri dhadakan tu hai jaan-e-jaanaan
Meri nindon mein tu mere khwaabo main tu
Main hu teri aadaon ka deewanaa
Sharm ki ye jalati shama bujha doon
Shama kah rahi hai ki duri mita doon
Vafa mein tu ada mein
Tu zubaan pe tu sada mein tu
Vafa mein tu ada mein
Tu zubaan pe tu sada mein tu
Tujhe apana banaaya hai
Tune dil mera churaaya hai
Tune dil mera churaaya hai

Teri palakon tale mera vaqt dhale
Lag ja gale tadapa na
Madahosh samaan do dil hain javaan
Ab hosh kahaan jaane meri jaan
Ye kaisa asar ye kya bekhudi hai
Chingaari koyi badan mein dabi hai
Yaadon mein tu vaadon mein
Tu raaton mein tu baaton mein tu
Yaadon mein tu vaadon mein
Tu raaton mein tu baaton mein tu
Tu hi dil mein samaaya ha
Tune dil mera churaaya hai
Tune dil mera churaaya hai

Nazar mein tu jigar mein
Tu jahaan dekhuun vahaan hai tu
Nazar mein tu jigar mein
Tu jahaan dekhuun vahaan hai tu
Tujhe apana banaaya hai
Tune dil mera churaaya hai
Tune dil mera churaaya hai.

More songs lyrics from Andolan.