Nazar Khaamosh Lyrics

"Nazar Khaamosh" lyrics from Afsana Dilwalon Ka sung by manhar udhas and music directed by shyam (shyam - surender), surender (shyam - surender) and composed by shyam (shyam - surender), surender (shyam - surender)

Singer(s):

Nazar Khaamosh Lyrics


Nazar khaamosh choop choop hai
Na jaane kyun jubaan unaki
Nazar khaamosh choop choop hai
Na jaane kyun jubaan unaki
Nazar khaamosh choop choop hai
Na jaane kyun jubaan unaki
Ghumon ke bojh se jaise
Ghumon ke bojh se jaise
Dabi hai daastaa unaki
Nazar khaamosh choop choop hai
Na jaane kyun jubaan unaki
Nazar khaamosh choop choop hai
Na jaane kyun jubaan unaki

Pareshaan woh udhar hai
Aur hamaara dil tadapata hai
Pareshaan woh udhar hai
Aur hamaara dil tadapata hai
Tadapate dil tu hi kar de
Tadapate dil tu hi kar de
Parehshaani bayaan unaki
Nazar khaamosh choop choop hai
Na jaane kyun jubaan unaki
Nazar khaamosh choop choop hai
Na jaane kyun jubaan unaki

Samajhate kyun nahi humko
Woh apane aap ke kaabil
Samajhate kyun nahi humko
Woh apane aap ke kaabil
Hamaari zindagi aye kaash
Hamaari zindagi aye
Kaash hoti raajda unaki
Nazar khaamosh choop choop hai
Na jaane kyun jubaan unaki
Nazar khaamosh choop choop hai
Na jaane kyun jubaan unaki

Agar chaahe hamein tu
Maut de de ai khuda mere
Agar chaahe hamein tu
Maut de de ai khuda mere
Magar hai iltaja itani
Magar hai iltaja itani
Mita tanhaayiya unaki
Nazar khaamosh choop choop hai
Na jaane kyun jubaan unaki
Nazar khaamosh choop choop hai
Na jaane kyun jubaan unaki
Ghumon ke bojh se
Jaise dabi hai daastaa unaki
Nazar khaamosh choop choop hai
Na jaane kyun jubaan unaki
Nazar khaamosh choop choop hai
Na jaane kyun jubaan unaki.

More songs lyrics from Afsana Dilwalon Ka.