Naye Zamane Ka Lyrics

"Naye Zamane Ka" lyrics from Nakhra Husn Ka sung by kunal ganjawala and music directed by ramesh roshan rai and composed by ramesh roshan rai and lyrics written by paresh kale

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Naye Zamane Ka Lyrics


Oye jaanam jaanam
O jaanam haa jaanam
Naye zamane ka tu naya itam
Are mast huaa hain saara aalam
Naye zamane ka tu naya itam
Mast huaa hain saara aalam
Khulla khulla hain tera tann
Tauba kaisa ye faishon
Dil mein huaa dhamaka
Haan haa dil mein huaa dhamaka
Jab se tujhko dekha
O jaanam o jaanam
Naye zamane ka tu naya itam
Mast huaa hain saara aalam
Naye zamane ka tu naya itam
Mast huaa hain saara aalam

Na kaano mein hain baali
Na maathe pe hain bindiya
Na kaano mein hain baali
Na maathe pe hain bindiya
Choodiyo ki jagah pe
Choodiyo ki jagah pe
Tik tik karti hain ghadiyan
Tik tik karti hain ghadiyan
Pairon mein na paayal ki chham chham
Tauba kaisa ye faishon
Naye zamane ka tu naya itam
Mast huaa hain saara aalam
Naye zamane ka tu naya itam
Mast huaa hain saara aalam

Jeenj hain o chhori
Kuch aadhe se bhi kam hain
Haa haa ha teri jeenj hain o chhori
Kuch aadhe se bhi kam hain
Tujhe ghoor rahein hain sab chhore
Tujhe ghoor rahein hain sab chhore
Kitane besharam hain haay
Kitane besharam hain
Choli si hain teri t shirt humdam
Na na tauba kaisa ye faishon
Naye zamane ka tu naya itam
Mast huaa hain saara aalam
Naye zamane ka tu naya itam
Mast huaa hain saara aalam

Tujhko nahi pukaarengi
Ab koi ghajrewali
Haan tujhko nahi pukaarengi
Ab koi ghajrewali
Faishon ki khaatir tune
Haan faishon ki khaatir tune
Jhulfein chhoti kar daali
Jhulfein chhoti kar daali
Teri adda hain bumchiki chikibum
Haan mast huaa hain saara aalam
Naye zamane ka tu naya itam
Mast huaa hain saara aalam

Khulla khulla hain tera tann
Tauba kaisa ye faishon
Dil mein huaa dhamaka
Haan dil mein huaa dhamaka
Jab se tujhko dekha
O jaanam o jaanam
Naye zamane ka tu naya itam
Mast huaa hain saara aalam
Naye zamane ka tu naya itam
Mast huaa hain saara aalam.

More songs lyrics from Nakhra Husn Ka.