Nathaniya Kaga Lekar Bhaga Lyrics

"Nathaniya Kaga Lekar Bhaga" lyrics from Chor Ke Ghar Chor sung by asha bhosle and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by verma malik

Singer(s):
Lyricist(s):

Nathaniya Kaga Lekar Bhaga Lyrics


Pakdo re pakdo
Dhodo re dhodo
Pakdo re pakdo
Dhodo re dhodo
Lekar uda abhaga arey kya
Nathaniya
Nathaniya kaga lekar bhaga
Nathaniya kaga lekar bhaga
Mai to gori mere pichhe
Kala ambua laga
Kala ambua laga
Nathaniya kaga lekar bhaga
Nathaniya kaga lekar bhaga

Chandani chowk
Se bade shok se
Banwai nathaniya
Chandani chowk
Se bade shok se
Banwai nathaniya
Pahan ke jab mai gali se nikali
Pichhe pad gayi duniya
Kisi ne mera aanchal khincha
Kisi ne pakdi kalai
Kisi ne aisi nazar
Milai mai to ghabrai
Bhagi to gir gayi
Bhagi to gir gayi
Tut gaya nathaniya ka dhaga
Nathaniya
Nathaniya kaga
Lekar bhaga
Nathaniya kaga
Lekar bhaga

Jabse kho gayi
Prem nishani
Saiya mere ruth gaye
Ho jabse kho gayi
Prem nishani
Saiya mere ruth gaye

Ek nathani ke pichhe dekho
Sare bandhan tut gaye
Ek nathani ke pichhe dekho
Sare bandhan tut gaye
Saiya ko jab gayi manane
Dol gayi meri duniya
Meri jagha uski baho me
Baithi thi sotaniya
Bhari jawani
Bhari jawani me hi mujhko
Jhatka aisa laga
Nathaniya hoye
Nathaniya kaga lekar bhaga
Nathaniya nathaniya nathaniya
Haye haye
Nathaniya kaga lekar bhaga
Nathaniya kaga lekar bhaga

Hote mere pankh
To mai ud ud jati
Hote mere pankh
To mai ud ud jati
Mohe kale kaga
Se nathaniya le aati
Ab jo koi dhund ke
Meri layega nathaniya
Wohi mera sajan hoga
Mai uski sajaniya
Pyar se wohi
Pyar se wohi bhandega
Nathaniya ka dhaga
Nathaniya
Nathaniya kaga lekar bhaga
Mai to gori mere pichhe
Kala ambua laga
Kala ambua laga
Nathaniya kaga lekar bhaga
Nathaniya kaga lekar bhaga.

More songs lyrics from Chor Ke Ghar Chor.